3g phone me 4g net kaise chlaye

hello friends'
aajkal 4g speed ke mobile phone ka chalan aa Jane se 3g/2g mobile device ka rag fika ho gya hai. ab samsaya ye bani huyi hai ki  4g speed ka aanad kaise le ya 4g speed ka naya mobile laye? but aapne purane phone ka kya hoga!
don't very friends' me btaoga ki aapne purane Android phone se hi ham 4g speed ka labh le skate hai.
bas khuch settings ko change karke. me aapko 2 trick bta RHA hu. so follow me & reed post-
3g phone me 4g net kaise chlaye
trick 1
step 1.
sabse pahale aap dayal kre *#*#4636#**# number ko ab aapke samne ek window open hoga .

step 2.
ab aapko phone information per click karna hai. ab aapko network choose karna hai .us per click kre Jo list aapke samne hai usme se  aapko lte/gsm/CDMA auto per click kre
ab aapko mobile phone ki setting me jaker check karna hai ki vha  lte/gsm/CDMA  aaya hai ki nahi aager aaya hai.to ye trick aapke phone me kam kregi.
ab aapke mobile device ko power off karke dubara on kre ab aapke mobile device me 4g sim chal sakti hai. 
trick 2
Esme aapko Google play stor se e k app download karna hoga
uska name hai xorware

es aap ko install karke open kre
open hone ke bad aapko network choose network chayan ke 2 options hai jisme aapko 2no me lte network choose karna hai.or apply per click kre.
ab apne phone ka Pawer off karke vapis on kre ab aapke phone me 4g internet chal sakta hai.
aasa karta hu ki aapko mari ye post pasand aayi ho to plz like karna na bhule
aager aapke mind me koi question hai ya khuch samajh me nahi aaya to plz comment karke mujh se puchh skate hai.
thanks

टिप्पणियाँ