Facebook page bnane ke liye aapka Facebook account hona jruri hota hai. TBI aap Facebook page bna paoge.
Facebook page kyo hona chahiye?
1: apne business ka parchar Karen ke liye.
2. aapka special palet from .
Facebook page bnane ke liye aap es post ko end tak read kre
Step 1:
Aake Facebook account me search options ke just aage ek menu hoga uspar click kare fir Create new page per click kre .
step:2
ab aapke samne ek new page hoga usme apko apne page ki category ko select krna hai .
category yani aap ka page kis ke bare me hoga (example. mera page technology gyan ke bare me hai. esliye mere page ki category technology rhegi.) ager app ek dukan ke liye page bna rhe ho to category business ki hogi.
Step: 3
Ab jo agla page khulega
apne page ke baare me bataye or apni website ka link daale(my website "navratannayak.blogspot.in"
mere page per me internet ki rochak jankai dalta hu.)
Aapne page ke bare me 2 line likhe ki aapke page par kya hai taki log usko pad kar samaj sake or aapke page ko like kare
Step 4:
apna image upload kare
Agli step me aapko apne page ke liye ek profile picture select karna hogi, aap chahe to ye step skip bhi kar sakte ho or baadme apni image select kar sakte ho
Apne computer/mobile se image upload karne ke liye click kare
Agar online koi image hai to uska link daalkar bhi image daal sakte ho
Step 5:
page ko favrate me save kare
Agar aap is page ko apne Favorites me add karna chate ho to Add to Favorites par click kare. Favorites section aapke facebook home page par hota hai.aapki profile ke just niche.
ya fir Skip par click kare.
Step 6:
page ke liye audiance ko select kare
Is page me aapse pucha jaayega ki aap is page ko kon-kon dikh sakta hai –
Location: is me aap country, ya fir koi city daal sakte hai. jo place aap select karege bahi ke log aapke page ko dekh or like kar paayege
Age: yaha par aap age select kar sakte hai ki konsi umr ke log aapke is page ko dekhe.
Gender: Is me aap select kare ki aapka page Sirf Admi dekhe ya sirf orat dekhe ya dono.
Interests: Is section me aap apne interested page select kar sakte hai.
Skip: Agar aap ye sab setting nahi chate to Skip ki button par click kare. Me aapko Suggest karuga ki aap Skip kare taki puri duniya me sabhi log aapka page dekh sake or like kar sake.
Ye Lijiye Aapka Facebook Page Teyaar hai ��
ye post aapko achhi lgi hai to please like comment shear karna na bhule aapme man me koi swal hai aap bejhijhk puch skate hai .comment karke
thanks for read my post
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें