Blog site me JavaScript/HTML kaise lgaye

blog site me java script/ HTML code kaise lgaye?

. java script or HTML code kay hota hai.

ye ek computer system bhasa hoti hai.
Jo shirf computer system me kam me li jati hai.

.JavaScript/ HTML ka use blog me kyo kiya jata hai.

blog  design ke liye JavaScript/ HTML ka use kiya jata hai.
blog new vastu ko add karne ke liye.

ab aapene Jan liya ki JavaScript/ HTML kyA hai.
per esko aapne blog me lgaye kaise ab ye jante hai.

step by step

1. sabse pahle blogger me log in kre
2.minu me layout me jaye
3. add gejet per click kre
4.ab aapke samne ek window open hogi usme se JavaScript/HTML ke samne + per click kre.
5.ab apke samne 2box open hai 1 box me aapko title dalna hota hai .2 box me code dalna hota hai
niche save ke button se rakshit hota

aapko ye post kaisi lagi plz comment davara btaye or post ko shear kre
any problem plz comment

thanks for read my post

टिप्पणियाँ