Android phone ka pattern lock kaise tode

Android phone ka pattern lock kaise tode

Android phone use karnete hai .to aap pattern lock bhi use karte huge.
kai bar kya hota hai .aap pattern ko bhul jate hai or galt pattern use karte hai jisse aapka pattern lock block ho jata hai .
khulta nahi tab aap ksi Mobile phone ke mistri ke pass jaker pattern lock hata kar late hai .vo dukandar mamuli settings Cheng ka 100-150 repay le leta hai .

don't very me aapko btauga vo settings kaise badli jati hai .

pattern ko ham do tariko se hata skate hai.

1: email

ager aapne apne mobile device me email use kiya hai to usko dalker .pattern block hone ke bad automatic mag leta  hai .email address. aap Jo emails use karate ho Jo mobile device me phele se LGA huaa ho .  

2: settings change
ab ager email address ka use nahi karteho ya bhul gye ho to aap ko me setting change karna bta RHA hu. sabse phele aap aapne mobile device ko off kro.

ab aapko dono volume key (+-) or lock key ko ek sath dabaye (note: kuch mobile device me volume + or lock key kuchh me volume- key or lock key ) ab aapke samne ek window khulegi jisme aapko data recovery ko slecat karna hai volume key uper niche karne me kam aayege or lock key OK ke kam aayege slecat Karene ke bad aapke samne ek window or open hogi .jisme aapko yes delete data ko slecat karna lock key ko dbaye kuchh time ke liye booting chlegi or aapka mobile phone open hogayega
ab aapke phone ka pattern lock automatically hat gaya hai .

aasa karta hu ki aapko ye trick kam me aagyi hogi ager aapko ye post aachhi lagi to plz like comment shear jrur kre koi problem hai aaye to comment dvara mujhe btaye

thanks for read my post

टिप्पणियाँ