Free blog website kaise banaye

blogger kya hai
Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai. Jo hamare writing ke huner ko world ke samne rakhti hai

Website (Blog) Banane ke liye hame jarurat hogi Jo hamari blog bnane me help ho

    ek Gamil account
    blogger site souppert mobile/laptop

Website (Blog) kaise banaye

Step by step follow karo-

Step 1: www.Blogger.com par jao.

Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.
aap gmail account bnane ke liye email id  kaise banaye in Google dhekha skate ho
gmail is se login kare

Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare
New blog ki button par click kare

Step 3: ek naya page khulega jisko aapko bharna hai

Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.

Apne detail bhare

    Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai. ji chij ke bare me aap blog likhana chahte ha
    Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa  eske liye aapka gmail I'd ka Jo user name ha vo dale (MRA name navratannayak hai to MRA address ban RHA hai navratannayak.blogspot.com)
    Template  – Niche diye huee template me se template ko select kare
    Create Blog! – Last me is button par click kare.

ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
ab aap aapne new blog ko open kar new post per click kar nyi post likha sakte ho

   


Me jaanta hu aapke dimaag me bhut se sabaal hoge, or aap un sabaalo ke jabab bhi chate hoge. agar haa to niche comment jarur kare or aapko ye jaankari kesi lagi iske baare me comment karke jarur bataye



टिप्पणियाँ